Top 23 Unforgettable Dialogues From Scam 1992 – Harshad Mehta Story

Dialogues of Scam 1992 Harshad Mehta Story

Everyone knows about the famous web series ‘Scam 1992 – Harshad Mehta Story’ released on the Sony LIV. This web series was based on the true story of Harshad Mehta, who was the top bullish stock marketer between 1980 – 1992. In this web series, you can see how the common man Harshad Mehta becomes the most famous person in the share market.

Today in this post we have collected the top 23 Unforgettable Dialogues From Scam 1992 – Harshad Mehta Story. I hope you will enjoy it after reading these dialogues.

Top 23 Unforgettable Dialogues from Scam 1992 The Harshad Mehta Story

Abhi apne pass kharch karne ko sirf time hi to hai, nahi to sahi time ka wait karne me khud kharch ho jayenge…

Ek baat yaad rakhna ye america ka wall street nahi hai, Bombay ka dalaal street hai, aur ye satta bazar, yahan par bear niche mare ya bull upar, jab lagti hai to aadmi zameen par hi girta hai…

Gujarati ke liye dhanda dharam se bhi bada hota hai…

Locha lafda aur Jalebi fafda isse gujarati ki life se koi nikaal nahi sakta…

Ab meri tarah Risk se ishq hai to kood pado, ya to duboge ya udoge…

Success kya hai, Failure ke baad ka naya chapter…

Pranav bhai mujhe papad belna hi nahi hai, seedha tal ke khana hai wo bhi kanda tamatar ke sath

Jab Jeb me Money ho na, toh kundli me shani hone se fark nahi padta….

Ye market ka masala na char cheezo se banta hai, Pehla Tip, khabar insider trading, research, usme thoda risk mila, ab risk jitna zyada market ka masala utna hi teekha.

Ye harshad mehta Bhench*d hai kon?

Sabke dimag me ye baat baith jani chahiye ke mehta ka raajma market maja maa…

Profit Dikhta hai to Koi bhi Jhukta hai…

Dekho main Cigerette nahi pita, par jeb me lighter zarur rakhta hu, dhamaka karne ke liye…

Harshad ke dhandhe ki dhar par bharosa rakh, achhe achho ki kat jati hai iske samne…

Share market itna gehra kuan hai jo pure desh ke paise ki pyas bhujha sakta hai….

Share market me log kismat me vishwas rakhte hain, par main kismat me nahi keemat me vishwas rakhta hoon….

Lala Old school ho ya new school, sabke school me ek subject common hota hai Profit, aur wo mera favorite subject hai…

Mere interview lene se pehle mere baare me jaan lena kya hai ki mujhe jaan jaoge to maan jaoge..

Aapko pata hai mera sabse bada crime kya hai? key main harshad mehta hoon…

Market me Sabse bada jokhim, jokhim na lene mein hai..

Agar meri Poonch me aag lagayenge na to lanka to Unki bhi Jalegi…

Ali baba aur chalis chor, harshad aur grow more

Free me to main mere baap ko bhi tip nahi deta…

Experienced Search Engine Optimization Specialist with a demonstrated history of working in the Information Technology & Services industry. Skilled in Search Engine Optimization (SEO), Google Ads, Facebook Ads, Blogging, Affiliate Marketing. Strong marketing professional and post graduated from Indira Gandhi National Open University.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top